Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKhoobsurat (M M Kreem)
HomeKhoobsurat (M M Kreem)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata chaand mein daag hai ye jaante hai hum lekin raat bhar dekhe bina usko rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata jo mera ho nahin paayega iss jahaan mein kahin rooh bankar milunga usko aasmaan mein kahin pyaar dharti par farishton se kiyaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata un nigaahon mein muhabbat nahin to kaho aur kya hai par wo mujh se ye keh raha wo kisi aur ka hai zaraa sa jhoot bhi dhang se kahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata aankhon mein qaid kiye baitha main ik haseen lamhaa jab main is neend se jaagunga to dil tootega wo mujhe khaab kayi kyun dekha nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata
khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri is shikaayat se jhalakti hai mohabbat teri khoobsurat hai pyaas le aayi hai saaqi tere maikhaane mein dhaal di husn ki mai rooh ke paimaane mein dil ke sheeshe mein utar aayi hai soorat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai tujhko yun dekha hai jis tarah chaman ko dekhen tujhko yun pooja hai jis tarah sanam ko poojen ki hai in aankhon ne din raat ibaadat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai dil wo jannat hai ke mehlon ke khandhar kuchh bhi nahin daaman e ishq mein laal aur gohar kuchh bhi nahin dard daulat hai meri dard hi daulat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai milke hum saare zamaane ko badal sakte hain jaise phoolon pe chale aag pe chal sakte hain shart bas ye hai ke mil jaaye re taakat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai
khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri aankhon se kaliyaan khili tere aanchal se baadal udeeee teri aankhon se kaliyaan khili tere aanchal se baadal udeeee dekh le jo teri chaal koooo mor bhi naachnaa chhod de dekh le jo teri chaal koooo mor bhi naachnaa chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri angdaaiyon se mili zehn o dil ko nayi roshni teri angdaaiyon se mili zehn o dil ko nayi roshni tere jalwon se meri nazar kiss tarah khelna chhod de tere jalwon se meri nazar kiss tarah khelna chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri aankhon se chhalki
lalal lalala lalal lalala lalal lalalala lalalala lalala lala khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi kaise kahun paake tujhe bechain aankhon ko kya mil gaya kaise kahun paake tujhe bechain aankhon ko kya mil gaya sach to hai ye teri kasam sach to hai ye teri kasam bande ko jaise khuda mil gaya khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi pehlu mein dil dil mein hai tu aankhon mein kuchh tere sapne bhi hain pehlu mein dil dil mein hai tu aankhon mein kuchh tere sapne bhi hain dekha tujhe dil ne kaha dekha tujhe dil ne kaha duniya mein kuchh log apne bhi hain khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi
khubsoorat haseena jaane jaan jaaneman rang jiske labon ka dhundhata hai chaman tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat deewana jaane jaan jaaneman sunke jiske fasane jhoom utha mera mann tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai kal wo mili thi to shab baaton mein dhali thi ho mujhe chhedo naa aise bata do kaun thi woh haaa haa haaa haaa naazon pali thi wo shabnam thi yaa kali thi hooo hooooooooo jaisi wo thi waisi tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat deewana jaane jaan jaaneman sunke jiske fasane jhoom utha mera mann tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khaabon mein aksar wo aane jaane laga hai o chalo chhodo rehne do nahin ye dillagi achhchhi hooo oooo iss dillagi mein ye dil jal jaane laga hai hooooo hooooooooo kaise keh doon tu hai tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat haseena jaane jaan jaaneman rang jiske labon ka dhundhata hai chaman tu nahin tu nahin wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khoobsurat (M M Kreem) Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:36 20766
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 05:36   Song Number : 20766   

Khoobsurat Hai Teri Tarah Shikayat Teri Aasman Mahal (1965) 03:37 41009
 
Poster of Aasman Mahal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Ali Sardar Zafri
Music Director- 
J P Kaushik (Jag Phool)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Prithiviraj Sukumaran
Duration : 03:37   Song Number : 41009   

Khoobsurat Hain Aankhen Teri Talat Aziz 06:17 18755
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Hasan Kazmi
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Talat Aziz
Duration : 06:17   Song Number : 18755   

Khoobsurat Saathi Itni Baat Bata Akalmand (1966) 03:40 40685
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:40   Song Number : 40685   

Khubsoorat Hasina Mr X In Bombay (1964) 05:07 12060
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:07   Song Number : 12060